Posts

Quiz Competition Programme-II

  1) Ibadat ke Ma'ana Kya hai?  * 10 points Allah Ki Nafarmaani Karna Allah Ki Bandagi karna Allah Ke Saath Shirk Karna 2)"Tehweele Qible" ka Matlab kya?  * 10 points Baitul Muqaddas se Makkah ki Taraf Qible ka Tabdeel hona Baitul Muqaddas se Madina ki Taraf Qible ka Tabdeel hona Qibla Baitul Muqaddas se Kahin bhi Tabdeel hona 3) "Tehweele Qible" ka Hukm kis Hijri me aaya?  * 10 points 3 Hijri 2 Hijri 10 Hijri 4)Surah Baqarah Ayat No:158 mey kin Cheezon ko شَعَائِرِ اللَّهِ kaha gaya hai?  * 10 points Pahaade Toor Ko Ghaar e Hira Ko Safa Aur Marwa ki Pahadi ko 5) Jo Allah ki Raah me maarey jaye,unko kya kehne se mana kiya gaya hai?  * 10 points Unko Zinda Kehne se mana kiya gaya hai Unko Murda Kehne se mana kiya gaya hai Unko Shohada Kehne se mana kiya gaya 6)"Qasaas" ka matlab Kya hai?  * 10 points Jaan ke Badle Jaan Kahaniyaan Maal ke Badle Maal 7)Surah Baqarah Ayat No:180 me "Wasiyat" ka Kya Hukm hai?  * 10 points Ma'roof Tareeqe se Ma...